Yad Memory poetry Urdu Ghazal
koi waqat purana yadd aya
phir guzra zamna yaad aya
phir chaak say un dewaron pay kuch likh kar jana yad aya
kabhi aisi bhi to hota tha
mujhe tujh se milna ata tha
jb waqat aaneylaghta tha
tera hath hilana yaad aya
woh milna pipal ki chaon mein tara sir rakhna mere kandhe pe
mera wo kehna koi daikh na lay taira wo ghabrna yad aya
wo wkt gia lamhe beaty ab hr janib”tanhai” hai
bas aik hai manazr ankho main taira chor k jana yaad aya..