Sad Urdu Poetry
Posted in Others on January 23rd, 2010 by Abraham – Comments OffKabhi kabhi pathar k
takrane se ati nae kharash Mohsin
….
Kabhi ek zara c bat
se Insan bikhar jata ha
—-
Sad Urdu Poetry From Best Free SMS
Kabhi kabhi pathar k
takrane se ati nae kharash Mohsin
….
Kabhi ek zara c bat
se Insan bikhar jata ha
—-
Sad Urdu Poetry From Best Free SMS
Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota.
Woh parhty parhty so jati mujhy seenay say lagaya hota,
Main ous k gum main rota or rota he jata.
Os nay chupky say mujhy senay say lgaya hota.
Os ko dastaan suna suna k thak sa giya.
Kash uss nay b mujhy hal-a-dil sunya hota.
Main oss ki khatr trpta rha sham o sehar ~Mohsin~
Arman na hota gar os ny Ek anso he bhaya hota.
———–
Ghazal SMS from Best Free SMS
Yeh raasta agar lamba hai tou kia hai
Yeh waqt agar guzar jaaye tou kia hai
Iss sooraj ko tou dhalna hai kabhie
Yeh aaj hi dhal jaaye tou kia hai
Yeh raasta baraf ki tarah hai thanda
Iss par paer phisil jaaye tou kia hai
Ehsaas dard ko ab hota hai nahin
Dil ko koi kuchal jaaye tou kia hai
————
Love Poetry SMS from Best Free SMS
Sad Love Text
peyas asi ha ke pe jaon samander sara
naseeb aisa ha ke pine ko zeher bhi nahin
belos wafaein koi hum se seekhe Faraz
jis ko tot ker chaha os ko khaber bhi nahin
———–
Love Poetry SMS from Best Free SMS
Bikri sham ki parchaiyaan muje day do
tum apni sham ki tanhaye muje da do
main tum ko yaad karoon or tum chaly aao
tum apny pyar ki suchaiyaan muje dy do
mai doob jaoon tumhari udas suchyiaan muje da do
————
Tanhai Text Message
Dil main hota tu kab ka bhula daita “FRAAZ”..
wo shaks tu buhat door tak bassa hai muj mai
koi waqat purana yadd aya
phir guzra zamna yaad aya
phir chaak say un dewaron pay kuch likh kar jana yad aya
kabhi aisi bhi to hota tha
mujhe tujh se milna ata tha
jb waqat aaneylaghta tha
tera hath hilana yaad aya
woh milna pipal ki chaon mein tara sir rakhna mere kandhe pe
mera wo kehna koi daikh na lay taira wo ghabrna yad aya
wo wkt gia lamhe beaty ab hr janib”tanhai” hai
bas aik hai manazr ankho main taira chor k jana yaad aya..