Ramadan Messages
Posted in Islamic Sms, Ramadan Messages on August 9th, 2010 by Kelly Brook – Comments OffWo.*Chand ka chamakna*
Wo*Masjidon ka sanwarna*
Wo *Musalmanon ki dhoom*
“Ramzan is coming soon*
——————————–
Wo Quran ki tilawat,
Wo namaz ka mamul,
Wo roze ki barkat,
Wo roze ka noor,
Sirf 2 din door
Mah-e-Ramzan Mubarak in advance
—————————–
Agar koi poochay zindagi mein kya khoya kya paya?
To bila jhijhak keh dena
K jo kuch khoya wo meri nadani hai
Or jo kuch paya wo mere RAB ki meharbani hai…
——————————-
Jab ALLAH ka koi pyara Dua karta hai to ALLAH T’AALa Jibreel se farmata hai, “Thehro abhi na do Ta k phir maangy, k mujhay is ki awaz pasand hai”
Jab koi kaafir ya faasiq Dua karta hia, Allah Farmata hai,
“Ay Jibreel Is ka kaam jaldi kar do k phir na maangay mujhay is ki awaz pasand nhi hai.”
——————————–
Best Collection of Ramdan Messages by Best Free SMS.Com