Azmat kay 3 minaron k 4 Azeem aqwqal:
Azmat kay 3 minaron k 4 Azeem aqwqal:
> Insan khud azeem nhi hota Bal k Us ka kirdar Azeem hota hai.
{Hazrat Abu Bakar Siddiq R.A.}
> Ghuse ki Halat mein Insag karna Mushkil hota hai.
{Hazrat Umar Farooq R.A.}
> Zindagi ka koi Maqsad bna lo Phr apni saari taqat Us k hasool par laga do Tum zroor kamyab ho jayo ge.
{Hazrat Usman Ghani R.A.}
> Jo shakhs tumhari nigahon se Tumhari zrurat ko samaj nhi sakta, Us se kuch mang kar khud ko sharminda mat karo.
{Hazrat Ali R.A.}
———————–