Aushura e Muharram Hussaini Tauseefi Messages
Khoon se Chiragh Deen ka Jalaya Hussain ne,
Rasm e Wafa ko Khoob Nibhaya Hussain ne,
Khud ko to 1 boond b pani na mil saka,
Karb o Bala ko Khoon pilaya Hussain ne,
Aise namaz kon parhe ga jahan mein,
Sab kuch Khuda ki raah mein qurban kar dia,
Asghar sa phool b na bachaya Hussain ne…
——————-
Ik be kafan kay rozay ka Ijaz dekhiye,
Har shakhs chahta hay kafan karbala ka ho….
—————–
Best collection of Islamic Messages on Best Free SMS.Com