A JUMBO PATHAN PACKAGE
4 Pathanon ne mil kar ptrl pump khola.
1 bhi customer nhi aya.
Q?
Ptrl pump was on 1st floor.
Phir chaaron ne usi flor pe aik restaurant khola.
1 bhi customer nahi. Q?
Ptrl pump ka board nhi hataya tha.
Phir charon ne 1 taxi li. 1 bhi sawar na hua. Q?
2 pathan agay or 2 pathan peechay beth kar sawari dhund rahe thay.
Taxi kharab ho gai. Chaaron ne khoob dhakka lagya but taxi wahi ki wahi. Q?
2 aagay se or 2 peechay se dkhakka laga rahe the.
Phir charon ne 1 bacha kidnap kia. Bachay se kaha apne baap se 5 lac rs la warna tujhay maar den gay.
Bacha ghar gya aor us k baap ne paisay bhi die. Q?
Bachay ka baap bhi pathan tha……!
———————-
Best Collection of Pathan Messages by Best Free SMS.Com

