Angry SMS – Angry Quotes Messages
Itni chaht keh us se k intaha ho gai,
Wo mohabt kr k phir bewfa ho gai, Main to bs chahta raha toot kar usay,
bs yahe to 1 muj se khta ho gai.
—————
Jab chla chor k batlane ki zehmat bhi na ki,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala.
—————-
zulf rukh se hta k bat karo
raat ko din bana k bat karo
ashianay k charagh madhum hain tum zara
aankhen uttha k baat karo koi taza fareb
danain ko tum zara muskara k baat karo
yeh bhi andazay guftagu hai koi jab karo dil dukha k bat karo.
———————
Hansi ney labun pe ana choor dia hai,
Khawabo ne palkon pe ana choor dia hai
Aati nahi hain tab se hichkiyaan bhi
Aap ne jab se yaad karna choor dia hai.
——————-
Aj rutha howa ek shaks both yad aya
Acha guzra howa kuch waqt bohut yaaad aya
Jo mery dard ko seenay mein chupa leta tha
Aj jab dard hua to bohut yad aya.
——————-
Kal ko milney ki aaas rehney do,
Zindagi ki baqi pyas rhney do,
Apni khushiyan smait lo jana
Mujh ko u hi udas rhne do.
——————-
Lab Pey Hi Rukti Hay Baat Aate Aate
Neend To Nahi Aati Sapnay Bohat Hain Aate
Hum To Hain Phasay Ik Haseen Uljhan Mein
Kaash Woh Aakar Iseh Suljhaate.
———————-